Thama Tha Jiska Daman Humne,
Samjhkar Apna Humdard Jinhe
Kar diya hai Dushwar Usne Jeena
Shikwa Aur Shikayat kare bhi Kise Hum
Chhaya Rehta tha Jiska Khumar
Humare Dil-O-Dimag par
Kar Diya hai Jeena Us Jaan Nisaar Ne
Jis Par Akhtiyaar tha hume Apni Rooh se Jyada